Ek pachpan ka zamana tha ..
Khushiyon ka khazana tha ..
Chahat chand ko paney ki ..
Dil titli ka dewana tha ..
Khabar na thi kabhi subha ki ..
Aur na he shaam ka thikana tha ..
Thak haar k aana school sy ..
Phir khelney bhi jana tha ..
Daadi ki kahani thi ..
Pariyon ka fasana tha ..
Barish main kaghaz ki kashti thi ..
Her mousam suhana tha ..
Her khel mai sathi thay ..
Her rishta nibhana tha ..
Ghum ki zuban na hoti thi ..
Na he zakhmon ka paimana tha ..
Roney ki waja na thi ..
Na hansney ka bahana tha ..
Ab na rahi hai wo zindagi ..
Jesa bachpan ka zamana tha .. ♥ ♥
Khushiyon ka khazana tha ..
Chahat chand ko paney ki ..
Dil titli ka dewana tha ..
Khabar na thi kabhi subha ki ..
Aur na he shaam ka thikana tha ..
Thak haar k aana school sy ..
Phir khelney bhi jana tha ..
Daadi ki kahani thi ..
Pariyon ka fasana tha ..
Barish main kaghaz ki kashti thi ..
Her mousam suhana tha ..
Her khel mai sathi thay ..
Her rishta nibhana tha ..
Ghum ki zuban na hoti thi ..
Na he zakhmon ka paimana tha ..
Roney ki waja na thi ..
Na hansney ka bahana tha ..
Ab na rahi hai wo zindagi ..
Jesa bachpan ka zamana tha .. ♥ ♥

No comments:
Post a Comment